Friday 17 February 2012

Apnay Account's ko Internet Hacking se bachanay ki ek easy trick

Aslam-O-Alaikum!


aj main ap k liye internet hacking se bachnay k liye ek asan trick laya hun.Aksar dekhnay main ata hai k logon k ID's aur Password's Hack ho jaty hain (for example yahoo,hotmail,facebook ki ID's or Passwords).Yeh sirf internet hacking se hi hota hai.Is se bachnay ka asan tareeka yeh hai k ap jab bhi apni ID open karnay k liye website open kartay hain to address bar main ''http'' ke jaga ''https'' likh kar open karen....

Yeh ek asan aur secure tareeqa hai Internet Hacking se bachnay ka......

No comments:

Post a Comment

EARN FREE BITCOIN